Tiger Zinda hai | Song -Salman Khan | Song | T-series Music|

44 views

0   0

Mujhko sazaa de
Ya chaahe bhula de
Tujh bin jiyun kyun
Bas itna bata de


Chahe hansa de
Ya chahe rula de
Itna hi chahun
Bas apni panaah de

Tu jo kahe
Duniya bhula doon main
Tujhko hi apni
Duniya bana loon main (x2)

Koi sehar si jo teri
Yaadein yaad aati hai
Bujhi bujhi raaton ko yun
Roshan kar jaati hai

Koi sehar si jo teri
Yaadein yaad aati hai
Bujhi bujhi raaton ko yun
Roshan kar jaati

Jo tu hai judaa
Khudse hoon khafa
Karde tu safa ik dafa

Tu jo kahe…
Duniya bhula doon main
Tujhko hi apni
Duniya bana loon main (x3)

T-Series Music
View More
Almosafer Flights KSA +196 countires
Comments

0 Comments